Masoomiyat ka katleaam


हाथों  में  हथियार, ज़ुबान  तेज़  तर्रार 
दिल  नही  उसका  और  दिमाग  में  कड़वाहट  का  बूरा 

जिहाद  के  नाम  पर, खूनी  दस्तावेज़  लिखते 
बस  कॉम  कॉम  करके, खुदा  के  नाम  को  बदनाम करते जाते 

होली  खूब  खेले  पैर  दूसरों  खून  से 
शिकन  एक  नही  माथे  पर, ठहाके  ये  भरते 

बच्चे, बूढ़े  और  जवान  किसी  को  नहीं  बक्शते 
दुनिया  में  आतंक  बस  है  यह  मचाते 

खुदा  का  खौफ  न  है  इन्को, खुदको  खुदा  समझते 
पर  मुज़्दिल  है  वह  जो दूसरों  का  अपनी  संतुष्टि  के  लिए  क़त्ल-ए-आम  हैं  करते!

------ ------ ------ ------- ------ ------ ------


In Romanagiri -

Haathon mein hathiyar, zubaan tez tarrar
Dil nahi uska aur dimag mein kadwaahat ka boora


Jihad ke naam per, khooni dastawez likhte
Bus kaum kaum karke, khuda ke naam ko badnaam karte jate



Holi khoob khele per dusro ke khoon se
Shikan ek nai maathe per, thahake ye bharte



Bachche, budhe aur jawan kisi koi nahi bakshte
Duniya mein aatank bus hai yeh machate



Khuda ka khauf na hai inko, khudko hi khuda samajhte
Per muzdil hai woh jo dusro ka apni santushti ke liye katleaam hain karte!

Comments

Post a Comment